Preview

Thousands of incredible audiobooks and podcasts to take wherever you go.
Immerse yourself in a world of storytelling with the Plus Catalogue - unlimited listening to thousands of select audiobooks, podcasts and Audible Originals.
£7.99/month after 30 days. Renews automatically. See here for eligibility.

Learn English

By: Banyan Tree Communications Private Limited Mumbai
Try for £0.00

£7.99/month after 30 days. Renews automatically.

  • Summary

  • Learn English ek aisi audio series hai jo ek parivaar ki sahaj kahanioon kay madhayam sey English sikhati hai. Aap Hindi mein seekhenge English ko asaani se bolna! 202 sanshep episodes mein aap English mein abhivaadan se lekar poorey vakya bolna seekh sakeyeingey. Yeh series aapko English bhasha ka istemaal, shabdsoochi, vyakran aur uccharan samjhati hai aur aapko ko sahi saadhan deti hai ki aap khud par bharosa karein aur nidar English mein baat kar sake, chahey woh parivaar kay saath ho ya kaam par. Yeh episodes anukramik aur khandit hai, shabdoon aur vicharoon kay revision kay liye aap chahe toh bar bar sun sakte hai. Bhasha seekhney ka sabse asaan tareeka hai do logon ki batcheet sunna. Natya rupantar learning module yeh bhasha seekhna asaan aur mazeydaar bana deta hai. Suniye Anand aur uski Family ki Kahaani. Anand haal he mein apni graduation khatam kar kay apne rishteydaroon se milney ata hai jo ek chotey sey sheher mein rehtey hai. Anand kay shararti bhai Manoj aur behen Vidya na sirf English seekhtey hai balki kuch bahumool jeevan gyaan jaissey ki manyata, laingik smanntaa, khilaadi bhav, suraksha, swasthaya aur poshan ki charcha bhi karte hai. Akhir tak suniye aur kuch he samay mein aap bhi English mein kushal hongey!
    ©2020 Rainshine Entertainment Private Limited (P)2020 Rainshine Entertainment Private Limited
    Show More Show Less
activate_Holiday_promo_in_buybox_DT_T2
Episodes
  • Parichay

    Parichay

    Learn English, Episode 1
    Mar 8 2021
    B.A. pass Anand jab bus mein Sudhir se pehli baar milta hai toh usse apna introduction angrezi mein kaise diya jaaye yeh sikhata hai.
    Show More Show Less
    3 mins
  • Abhivaadan

    Abhivaadan

    Learn English, Episode 2
    Mar 8 2021
    Anand apni mami ke bachchon ko subah, dopahar aur shaam ko kaise greet karte hai uska angrezi vistaar se samjhaata hai.
    Show More Show Less
    2 mins
  • Kya kar rahe ho

    Kya kar rahe ho

    Learn English, Episode 3
    Mar 8 2021
    Jab Anand apne mama aur mami se milne jata hai toh unka beta Manoj, Anand se khelne ke liye poochta hai. Anand Manoj ko angrezi mein batata hai ki who rest kar raha hai. Tab Manoj ko Anand "resting", "playing", "reading" jaise shabdon ka arth bata hai.
    Show More Show Less
    2 mins

What listeners say about Learn English

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.